Bahut khoobsurat ho tum
Bahut khoobsurat ho tum
Kabhi main jo keh do mohabbat hai tum se
Tu mujhko khudaya galat mat samajhna
ke meri zaroorat ho tum
Bahut khoobsurat ho tum
Hai phoolo ki dali ye bahe tumahri
hai khamosh jadoo nigahe tumhari
jo kate hai sab apne daman main bhar loon
sajaon main kaliyo se rahe tumhari
nazar se zamane ki khud ko bachana
Kisi aur se dekho dil na lagana
Ke meri amanat ho tum
Bahut khoobsurat ho tum
Hai chehra tumhara ke din hai sunehra
aur us par ye kali ghatao ka pehra
gulabo se nazuk mehekta badan hai
ye lab hai tumhare ke khilta chaman hai
bakhero jo zulfe to sharmaye badal
wo zahid bhi dekhe to ho jaye pagal
wo pakiza murat ho tum
Bahut khoobsurat ho tum
Jo banke kali muskurati hai aksar
shabe-e-hijar main jo rulati hai aksar
jo lamho hi lamho main duniya badal de
jo shayar ko de jaye pehloo ghazal ke
chuupana jo chaho chupai na jaye
bhulana jo chaho bhulai na jaye
Wo pehli mohabbat ho tum
Bahut khoobsurat ho tum
Bahut khoobsurat ho tum
Kabhi main jo keh do mohabbat hai tum se
Tu mujhko khudaya galat mat samajhna
ke meri zaroorat ho tum
Bahut khoobsurat ho tum
Hai phoolo ki dali ye bahe tumahri
hai khamosh jadoo nigahe tumhari
jo kate hai sab apne daman main bhar loon
sajaon main kaliyo se rahe tumhari
nazar se zamane ki khud ko bachana
Kisi aur se dekho dil na lagana
Ke meri amanat ho tum
Bahut khoobsurat ho tum
Hai chehra tumhara ke din hai sunehra
aur us par ye kali ghatao ka pehra
gulabo se nazuk mehekta badan hai
ye lab hai tumhare ke khilta chaman hai
bakhero jo zulfe to sharmaye badal
wo zahid bhi dekhe to ho jaye pagal
wo pakiza murat ho tum
Bahut khoobsurat ho tum
Jo banke kali muskurati hai aksar
shabe-e-hijar main jo rulati hai aksar
jo lamho hi lamho main duniya badal de
jo shayar ko de jaye pehloo ghazal ke
chuupana jo chaho chupai na jaye
bhulana jo chaho bhulai na jaye
Wo pehli mohabbat ho tum
Bahut khoobsurat ho tum
Comments