JahaN tera naqsh-e qadam dekhTe haiN
Khiya'baN khiya'baN haram dekhTe haiN
Dil aashuftagaN khaal-e kunj-e dahaN k
Suvai'daa meiN sair-e adam dekhTe haiN
Tere sarv-qamat se, aik qaad-e aadam
QayamaT ke fitNe ko, kamm dekhTe haiN
Tamasha kar ai mehv-e aaeena'daaRi
Tujhe kis tamaNa se hum dekhTe haiN
Mirza "Ghalib"
Tamasha-e daiR-o-haRam dekhTe haiN
Tujhe har bahaNe se hum dekhTe haiN
HumeiN chashm-e biina dikhaTii hai sab kuch
Voh aanDhe haiN, jo jaam-e jamm dekhTe haiN
GhaNimaT hai chashm-e tagahfuk bhi uNKi
Bhut dekhTe haiN jo kamm dekhTe haiN
Nah imaaN-e khva'hish, nah izhar-e matlab
Mere muNh ko ahl-e karam dekhTe haiN
"Daagh" Dehlvi
Khiya'baN khiya'baN haram dekhTe haiN
Dil aashuftagaN khaal-e kunj-e dahaN k
Suvai'daa meiN sair-e adam dekhTe haiN
Tere sarv-qamat se, aik qaad-e aadam
QayamaT ke fitNe ko, kamm dekhTe haiN
Tamasha kar ai mehv-e aaeena'daaRi
Tujhe kis tamaNa se hum dekhTe haiN
Mirza "Ghalib"
Tamasha-e daiR-o-haRam dekhTe haiN
Tujhe har bahaNe se hum dekhTe haiN
HumeiN chashm-e biina dikhaTii hai sab kuch
Voh aanDhe haiN, jo jaam-e jamm dekhTe haiN
GhaNimaT hai chashm-e tagahfuk bhi uNKi
Bhut dekhTe haiN jo kamm dekhTe haiN
Nah imaaN-e khva'hish, nah izhar-e matlab
Mere muNh ko ahl-e karam dekhTe haiN
"Daagh" Dehlvi
Comments